खुशियां बहुत कम लेकिन दिलों में अरमान बहुत है,
जिसको भी देखो तुम, परेशान बहुत है |
देखा जब नज़दीक से, तो निकला वो रेत का मकान,
लेकिन दूर से तो इसकी शान बहुत है |
सुना है सत्य का कोई मुक़ाबला नहीं,
लेकिन आज इस दौर में झूठ की पहचान बहुत है |
बड़ी ही मुश्किलों से मिलता है शहर में आदमी,
कहने को तो यहाँ इंसान बहुत हैं |
गुड मॉर्निंग !!
Khushiyan bahut kam lekin dilon mein armaan bahut hai,
Jisko bhi dekho tum, pareshaan bahut hai.
Dekha jab najdeek se, to nikla wo ret ka makaan,
Lekin door se to iski shaan bahut hai.
Suna hai satya ka koi muqaabla nahi,
Lekin aaj is daur mein jhooth ki pehchaan bahut hai.
Badi hi mushkilon se milta hai shehar mein aadmi,
Kehne ko to yahan insaan bahut hai.
Good Morning!!